World Poetry Kavita Day Whatsapp Status SMS Shayari Poem In Hindi

                 Kisi bhi Bhasha Ki kavita ho man ko Chhu jati hai. Poetry me vo takat hai jo Dil ko hasa de, lubha le, pyar ho jaye. world poetry day ka vishesh mahtva un kavio ke liye hai jinhone apani sari life poem, poetry ke pichhe gujar di. unhone hi hame best poetry di hai, isika luft hm aaj tak uthate aaye hai. kavita me shayari, sher, suvichar sabkuchh sama jata hai. har sal 21 march ko sara world poetry day manata hai. india me bhi kavita diwas pe kai jagah kavi smmelan ka aayojan kiya jata hai.


                kavita wo hai jo isake rasik ko hi achchhi tarh pata chal pati hai. isaka luft uthana bhi ek kala hai. poetry day ka mul uddeshya visvame kavita ke svarup ko bachake rkhana, usaka badhava karna hai. kavita lekhan, pathan , prakashan aur education ke liye kam karnevale kavi mitro ko protsahan dena hai.

              sosial media me poetry ka ek apana hi stan hai. facebook, twitter, google+ aur whatsapp jaise sosial media websites ke aane se poetry ka mahatva badha hai. sabhi log isame kuch na kuchh kam kar rahe hai. status pe sher, shayari ka maja bhi liya ja raha hai. kuchh sosial groups bhi in sabhi ko badhava dene ka kam kar rahi hai.

aaj ham is article me kuchh poems , poetry ( kavita ) shayari ka maja dene wale hai. Aap bhi ise share kar ke apane group me poetry day ka luft lijiye.

Hellowhatsapp.co.in ki or se आप सभी को ‘विश्व कविता दिवस’ की हार्दिक शुभकामनाएँ।

एक ‪#‎कविता‬ हर '‪#‎माँ‬ ' के नाम।।।
‪#‎घुटनों‬ से रेंगते-रेंगते
कब पैरो पर खड़ा हुआ।
तेरी ममता की छाव में,
जाने कब बड़ा हुआ।
काला टीका दुध मलाई,
आज भी सब कुछ वैसा है।
मै ही मै हूँ हर जगह
‪#‎प्यार‬ ये तेरा कैसा है?
सीधा-साधा भोला-भाला,
मै ही सबसे अच्छा हूँ।
कितना भी हो जाऊ बड़ा
' #माँ '' मै आज भी तेरा बच्चा हूँ।।

------------------------------------------

कविता का ईजाद इंसान ने किया है पर सच यह है कि कविताएं भी इंसानों को तराशती-बनाती हैं। कई कविताएं आपके दिल-दिमाग में इतने गहरे पैठ जाती हैं कि आपका और उसका साथ जीवन-भर चलता है। मुझे लगता है कोई न कोई ऐसी कविताएं हमारे पास जरूर होनी चाहिए। 

----------------------------------------
Poetry reaffirms our common humanity by revealing to us that individuals, everywhere in the world, share the same questions and feelings.
----------------------------------------------
“Poetry is human language reduced to its essential rhythm”, said Mallarmé. Poetry is indeed a language that delves deep into the human soul and expresses the mysterious meaning of existence. As the highest expression of a language, it should occupy a special place in our lives.
--------------------------------------------
A Beautiful Poem on Poetry Day:
Take this kiss upon the brow!
And, in parting from you now,
Thus much let me avow--
You are not wrong, who deem
That my days have been a dream;
Yet if hope has flown away
In a night, or in a day,
In a vision, or in none,
Is it therefore the less gone?
All that we see or seem
Is but a dream within a dream.
--------------------------------------------------
साहित्य के अनेक विधाओं में कविता सबसे पुरानी और लोकप्रिय विधा है। संसार की सारी प्राचीन रचनाएं अधिकतर काव्य रूप  है। कविता , मनुष्य के कोमलतम भावनाओं की अभिव्यक्ति है। आज विश्व कविता दिवस है। नवम्बर 1999 में यूनेस्को ने आज 21 मार्च को विश्व कविता दिवस रूप में घोषित किया है। आज का दिन कविता को लोकप्रिय अभिव्यक्ति के वाहक के रूप में सार्थक बनाये जाने के उद्देश्य से मनाया जाता है।
-----------------------------
Ek pal ka ehsas bankar aate ho,
par dusre he pal khwab bankar ud jate ho,
jante ho ke lagta hai dar tanhaiyo se hame
fir bhi bar-bar tanha chod jate ho….
------------------------------
Tera khayal teri baat sath chalti hai,
Yeh kaaynat mere sath sath chalti hai,

Tamaam umar ka milna koi bhula bhi de,
Magar woh pehli mulaqaat sath chalti hai,

Bichadne lagta hai jab akhri musafir bhi,
To ek mauj-e-khayalat sath chalti hai,

Yeh kaisi raah pe dala hai waqt ne mujhko,
Na koi din na koi raat sath chalti hai,

Bohat aziz hai ankhon ko aansuon ki jhadi,
Koi bhi rut ho yeh barsaat saath chalti hai.
--------------------------------


Kisi Ki Yaad Ko Dil Me Basa Ke Roye
Kisi Ki Tasveer Ko Seeney Se Laga Ke Roye,

Jo Wada Kia Tha Hum Ne Kisi Se
Hum Us Wady Ko Nibha Ke Roye,

Jis Shakhs Ko Hamari Zaroorat Nahi Thi
Hum Us Shakhs Ko Apni Aarzu Bana Ke Roye,

Jis Ne Hamain Apne Qadmoon Taley Bhi Jaga Na Di
Hum Use Apni Palkoon Par Bithaa Ke Roye…!!!
--------------------------------
Aapki palkon pe khawab rakh gaya koi
Aapki saanson pe naam likh gaya koi
Chalo vaada hai aapse bhool jana hame
Agar humse achha dost aapko mil gaya koi
-----------------------------------
कमियाँ तो बहुत है मुझमे… पर कोई निकाल कर तो देखे…
तुम्हे तुम्हारा लहजा मुबारक .. हमे हमारी शराफत मुबारक
-------------------
ज़िन्दगी से आप जो भी बेहतर से बेहतर ले सकते हो ले लो
क्यूंकि जब ज़िन्दगी लेने पर आती है तो साँसे तक भी ले जाती है
------------------
हमारा सलाहकार कौन है ये बहुत ही महत्वपूर्ण है क्यूंकि
 दुर्योधन शकुनी से सलाह लेता था और पाण्डव श्रीकृष्ण से
--------------------
क्यों हम भरोसा करें गैरों पर …!! जबकि हमें चलना है अपने ही पैरों पर….
----------------
मेरी गलतियां मुझसे कहो, दूसरो से नहीं… क्योंकि सुधरना मुझे है उनको नहीं…
----------------
हजारों ना-मुकम्मल हसरतों के बोझ तले… ऐ दिल तेरी हिम्मत है, जो तू धङकता है…
---------------
वाकिफ़ तो रावण भी था, अपने अंजाम से.. मगर ज़िद्द थी उसकी, अपने अंदाज़ में जीने की…
-----------------
चाहे कितना ही डाईटिंग कर लो, जब तक भाव खाना बंद नहीं करोगी, वजन कम नहीं होगा…
Back To Top