Sbi buddy Kya Hai Aur Use Kaise Kare Full info hindi mai

Note Bandi Ke Karan Aaj kal Logo Ko Cash Ke Bina Bahut Problam Ho raha Hai. To Aaj Mai Aap Ko Ek Asi App Ke Bare Mai Batane Jaraha Hu Jiske Aap ki Life Ekdam Aaram Dayak Ho Ja ye Gi,

Vo App Ka Name Hai Sbi Buddy  Es App Ke Jariye Aap Sabkuch Kar Sakte Hai Ye Ek Prakarka Volet Hai

Ye App Sabhi Bank ke Customer Download Kar Sakte Hai Sirf Aapke Pas Atm Ho Na Chahiye Kisi Bhi Bank ka.

To Lijiye Aye Raha Sbi buddy Ke Bare Mai Sari Bate,

1 Sabse Pahle Apne Smart phone ke Play Stor Mai Jakar Sbibuddy App Download Kare


2 Application install karne ke baad aapko App open karna hai aur apna Mobile number, Email address and date of birth enter karke Signup (register) karna hai.
















3 Signup par tap karte hi aapke number par OTP receive hoga jo enter karke aapko mobile Number confirm karna hai.

4 Ab next aapko apna MPIN enter karna hai jo buddy app me login ke liye use kiya jayega. (mpin 4 digit Ka Hoga Jo Aap Ko Singup Karne Ke Samay Diya Tha)

5 PIN generate karne ke baad apna number and PIN enter kar App me login kare.

Buddy App me Money Add Kare

6 Apne wallet me money add karne ke liye Add Money par click kare.

















7 Add money option me Amount enter kare aur Netbanking ya fir Debit Card select kar money add kare

Kisi bhi Bank Account me Paisa Transfer Kare

Paisa send karne ke liye Buddy App ke options ko open kare, aur usme Transfer To Account par Tap kare.Transfer to account par tap karne ke baad aapko Amount enter karna hai jo aap transfer karna chahte hain.

Yaha aapko IMPS-MMID and IMPS-IFSC – 2 option milenge.

















Agar aapke paas Jisko paisa bhej rahe hain uski MMID hai to IMPS-MMID option select kare.

Agar aapke pass saamne wale person ki MMID nahi hai to aap MMID-IFSC option choose kar sakte hain, isme aapko paisa receive karne wale ka account number and IFSC code enter karna hota hai.
Details enter karne ke baad paisa send kare. Kuch seconds me hi paisa receiver ke account me credit ho jayega.
Tag : Bank volet
Back To Top